Search This Blog

Total Pageviews

Monday, July 20, 2009

thanks to kavya

ristey tho Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
I found not relations, but their shadows

Yeh Kaisi Bheed Bas Yahaan Tanhaayiyaan Mile
What Kind Of Crowd Is This,Where I Found Loneliness Only


Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile

ek Chhat Ke Tale Ajanabi Ho Jaate Hai Rishtey
Below One roof, Relations Become strange to one another

Bistar Pe Chaadaro Se Chhup So Jaate Hai Rishtey
in bed Relations Sleeps under the blankets

Dhunde Se Bhi Inme Nahi Darmiyaan Mile
If You Search Then Also U won't See Anything Between Them

Yeh Kaisi Bheed Hai Bass Yahaan Tanahaayiyaan Mile

(jisko Bhi Dekhiye Woh Adhura Sa Hai Yahaan
Whoever You See, Is Incomplete Here

Jaise Kahin Ho Aur Woh Aadha Rakha Huwa
Like a half of Him Is Kept Somewhere Else

Ho Jab Jahaan, Jude Wahi, Judaayiyaan Mile
Wherever he Goes, Get Involved In there, Finds Separation

Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile

ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile